Arain Bride Rishta

RD-622517

24 years 5′ 4″

Verified Female (Larki) RD-0504 Arain Ahle Sunnat Single
Age24 yrs
Height5′ 4″
EducationMPhil / Master’s (18 Years)
Basic details
GenderFemale (Larki)
Age24 years
Height5′ 4″
CasteArain
SectAhle Sunnat
Marital statusSingle
AboutLarki ki umar 24 saal hai aur Single hai. MPhil Zoology ki hui hai. Apni Academy chala rahi hai aur government job ki talash mein hai. Cast Arain hai aur Sunni maslak se hain. Walid retired Police Officer hain aur walida Housewife hain. 3 bhai aur 3 behnein hain, jin mein 1 bhai government teacher hai aur 1 bhai Dubai mein rehta hai, dono shadi shuda hain. 1 chhoti behn qualified Nurse hai jo BPS-16 par government Kot Khwaja Saeed Teaching Hospital Lahore mein job karti hai. 1 chhota bhai Saudi Arabia mein settled hai. Ghar apna hai aur Narang ke qareeb rehti hain.
Family
Brothers3 (2 married)
Sisters3 (1 married)
FatherAlive
Father's occupationRetired Police Officer
MotherAlive
Mother's occupationHousewife
Education, work & home
EducationMPhil / Master’s (18 Years)
Education detailsMPhil Zoology
Works asSelf-Employed
Work detailsRunning own Academy and seeking govt. job
House statusOwn House
Family classMiddle Class
What they are looking for
Preferred sectAhle Sunnat
Preferred casteArain
Preferred statusSingle
Preferred cityLahore
AreaAny Area is Fine
Age range24 – 27 years
Height range5′ 5″ – —
Minimum educationBachelors
Anything elseLarka Single ho, Cast Arain ho aur Sunni ho. Umar 24 se 27 saal ke darmiyan ho aur qad 5.5 se zyada ho. Taleem achi honi chahiye aur financial status strong ho. Apna ghar ho. City koi bhi ho magar Lahore ko tarjeeh hai. Kisi bhi mulk ka ho magar us mulk ki nationality aur wahan settled hona chahiye.

© 2026 Rishta Dastak · Shared profile RD-0504

Chat with us