Sheikh Groom Rishta in Lahore

محمد عرفان عطاری

25 years 5′ 0″ Lahore, Punjab

Verified Male (Larka) RD-0775 Sheikh Barelvi Single
Age25 yrs
Height5′ 0″
EducationMatric / O-Level
CityLahore
Note
NoteLarkay ki darhi hai aur imama bhi pehantay hain. Darse Nizamia or Mufti ka course kar rahay hain.Larki maslak Ahle Sunnat Barelvi par sakhti se amal karne wali ho, kam az kam farz aur wajibat ki paband ho aur gharailu kaam ka ilm rakhti ho
Basic details
GenderMale (Larka)
Age25 years
Height5′ 0″
CasteSheikh
SectBarelvi
Marital statusSingle
CityLahore, Punjab
AboutTotal jaga 17 marla hy 6 marla mae ghr baya howa hy Baqi 10 marla pr gardening krty hain Larka ki umar 25 saal hai. Dini taleem mein Dars-e-Nizami aur Mufti course jari hai, dunyawi taleem Matric hai. Cast Sheikh hai aur maslak Ahle Sunnat Barelvi hai. Lahore ke Valencia Town mein business karta hai. Ghar apna hai, Round mein rehta hai. 4 bhai hain jo shadi shuda hain aur 1 behan hai. Walidain Alhamdulillah zinda hain. Koi jismani mazoori nahi.
Family
Brothers4 (4 married)
Sisters1
FatherAlive
MotherAlive
Education, work & home
EducationMatric / O-Level
Works asBusiness
Work detailsKarobar Lahore ke Valencia Town mein grocery store ka hai.
House size6 marla
House statusOwn House
Family classMiddle Class
What they are looking for
Preferred sectBarelvi
Preferred statusSingle
AreaAny Area is Fine
Age range— – 24 years
Height range— – 5′ 0″
Anything elseLarki maslak Ahle Sunnat Barelvi par sakhti se amal karne wali ho, kam az kam farz aur wajibat ki paband ho aur gharailu kaam ka ilm rakhti ho.

© 2026 Rishta Dastak · Shared profile RD-0775

Chat with us